Reh na paoge kabhi bhulakar dekho,
Yakin na aata ho to aazmakar dekho.
Har jagah mehsoos hogi hamari kami,
Apni suni mehfilon ko kitna bhi saja kar dekho